aadmi aur jaanwar

Shayari By

sham ko jab ghar mein aae hum middle school se
ek sahab milne aae shahr-e-asansol se

hum ne puchha nam to bole mohammad iftikhar
khairiyat puchhi to wo kahne lage be-ikhtiyar [...]

dil retire ho gaya

Shayari By

umr ka fifty year jo expire ho gaya
husn ki mahfil se mera dil retire ho gaya

kal ki duniya mein sharafat ek taqat thi magar
ab sharif insan taraqqi kar ke kayer ho gaya [...]

ek pakistani ki dua

Shayari By

lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri
ab to newyork mein ho subh khudaya meri

teri rahmat se agar mera bhi wisa lag jae
meri izzat meri shohrat mein izafa ho jae [...]

samosa

Shayari By

chori-chhupe khate hain kuchh insan samosa
hain wo bhi jo khaen alal-ailan samosa

ho nashte mein lunch mein phir ho ye dinner mein
bas un ka chale to mile har aan samosa [...]

shirini-e-ras-dar

Shayari By

shirin hai rasili hai mazedar bahut hai
har fard ise khane ko tayyar bahut hai

khush-rang hai khush-ru hai ye khush-khulq hai la-raib
jo khae ise lutf se sarshaar bahut hai [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close