main jagun sari rain sajan tum so jaoShayari By 29 Jan 2021 05:29:45 PMGeetmain jagun sari rain sajan tum so jao giton mein chhupa lun bain sajan tum so jao sham dhale se bhor bhae tak jag ke jab katti hai ghadiyan madhur milan ki os mein bas kar khilti hain jab jiwan ki kaliyan [...] Continue Reading... Share on:
sham se un ke tasawwur ka nasha tha itnaShayari By 04 Dec 2020 05:08:30 AMShersham se un ke tasawwur ka nasha tha itna nind aai hai to aankhon ne bura mana hai Continue Reading... Share on:
bhari rahe abhi aankhon mein uske nam ki nindShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherbhari rahe abhi aankhon mein us ke nam ki nind wo khwab hai to yunhi dekhne se guzrega Continue Reading... Share on:
malum thin mujhe teri majburiyan magarShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermalum thin mujhe teri majburiyan magar tere baghair nind na aai tamam raat Continue Reading... Share on:
tanhai se aati nahin din raat mujhe nindShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShertanhai se aati nahin din raat mujhe nind ya-rab mera ham-khwab o ham-aghosh kahan hai Continue Reading... Share on:
muddat se KHwab mein bhi nahin nind ka KHayalShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermuddat se khwab mein bhi nahin nind ka khayal hairat mein hun ye kis ka mujhe intizar hai Continue Reading... Share on: