zamin aur suraj

Shayari By

batate hain mere abbu ki gol hai duniya
khud apni kili pe chakkar lagati rahti hai

jo hissa aata hai suraj ke samne us ka
wahan pe hota hai din raushni bhi rahti hai [...]

kahili

Shayari By

sar-e-rah ped jamun ka khada hai
bada chhitnar hai saya ghana hai

thake haare musafir us ke niche
koi leta koi baitha hua hai [...]

batao to sahi

Shayari By

aadmi ko 'aql-o-‘ilm-o-agahi deta hai kaun
chand ko taron ko aakhir raushni deta hai kaun

kaun hai jis ne bichha rakkha hai ye farsh-e-zamin
phul ko rangat phalon ko tazgi deta hai kaun [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close