hijrat hoti hai sab ki ek hi jaisi manzil nahin milti sab ko ek si sare lagaw ek sa hi dukh dete hain khushiyan digar hoti hain sab ki jo tum apna ranj-o-gham apni pareshani mujhe de do sunate hue zindagi mein aae we mera kuchh saman tumhaare pas pada hai wo lauta do sunate hue chale gae ek tanha shakhs jab phir se tanha hota hai tab kisi shair ka kharij kiya hua misra ho jata hai