ghanTiyan bajne se pahle sham hone ke qarib

ghantiyan bajne se pahle sham hone ke qarib
chhod jata main tera ganw magar mere nasib

dhup phaili to kaha diwar ne jhuk kar mujhe
mil gale mere musafir, mere sae ke habib

laut aae hain shafaq se log be-nil-e-muram
rang palkon se utha lae magar tere najib

main wo pardesi nahin jis ka na ho pursan koi
sabz baghon ke parinde mere watanon ke naqib


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close