aadmi ka

Shayari By

gham-e-musalsal ki is tapish mein ki jism jal jae aadmi ka
hansi ki halki phuwar bhi ho to kaam chal jae aadmi ka

mizah ki gar zara bhi his hai hansi ko aur qahqahe ko chhodo
chaman mein gar phul muskura de to dil bahal jae aadmi ka [...]

urdu

Shayari By

jabin-e-waqt par kaisi shikan hai hum nahin samjhe
koi kyun kar harif-e-ilm-o-fan hai hum nahin samjhe

kisi bhi shama se be-zar kyun ho koi parwana
ye kya is daur ka diwana-pan hai hum nahin samjhe [...]

inqilabi aurat

Shayari By

ranbhumi mein ladte ladte main ne kitne sal
ek din jal mein chhaya dekhi chatte ho gae baal

papad jaisi huin haddiyan jalne lage hain dant
jagah jagah jhurriyon se bhar gai sare tan ki khaal [...]

farz karo

Shayari By

farz karo hum ahl-e-wafa hon, farz karo diwane hon
farz karo ye donon baaten jhuti hon afsane hon

farz karo ye ji ki bipta ji se jod sunai ho
farz karo abhi aur ho itni aadhi hum ne chhupai ho [...]

subh-e-azadi (August-47)

Shayari By

ye dagh dagh ujala ye shab-gazida sahar
wo intizar tha jis ka ye wo sahar to nahin

ye wo sahar to nahin jis ki aarzu le kar
chale the yar ki mil jaegi kahin na kahin [...]

meri holi

Shayari By

kash hasil ho haqiqi zindagi ka ek din
sarkhushi ka ek lamha ya khushi ka ek din

kar diya hai shorish-e-alam ne diwana mujhe
hai bisat-e-dahr wahshat-nak virana mujhe [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close