Aaj phir us sooni raah se guzarna huamann mein mere khayalon ki maouj ka uthna hualaakho ki bheed mein kyun tanha hunkaun hai jise main apna kahundil apna hatheli pe liye chala hunkise sopun yeh amaanat dhundh rahaa hunkai aaye aur chal diye ise istemaal karkekoi naa aaya jo rahe is mein iska bankeapne dil mein hasratein liye ghum raha huninko poori karne ki aarzoo mein jee raha hunhum ne toh us raah ke darakhaton se bhi dosti karlihumein kya pataa patjhad mein woh patte bhi chale jayengeaaj phir us sooni raah se guzarna huadil mein aaj phir dafan mera armaan hua…