Badalti rut ka ishara dekhte hain Ab kaise ho ga guzara dekhte hain Muhabbat ki yeh rasam

Badalti rut ka ishara dekhte hain

ab kaise ho ga guzara dekhte hain

muhabbat ki yeh rasam bhi kitni ajeeb hai

jaane wale palat kar dobara dekhte hain

doobne waale doobne se zara pehle

aik ummeed par kinara dekhte hain

teri khudaai se gilah hone lagta hai

jab duniya men koi be-sahara dekhte hain

kya muhabbat hamain bhi raas aaye gi
"sajid"

aao apna apna sitara dekhte hain.

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close