Dosti yaari ab sab kuch sapna sa lagta hain,
Ab toh kon kaha kissi ko apna sa lagta hain,
Lutf uthaya karte the zindagi ki ranginiyo ka,
Kal kya hoga uski kaha parwah kiya krte the,
The begane se har aanewale kal ki tanhaiyo se,
Choti-2 khushiyo me ek umar ko jee liya krte the.