Dua Poem, Dua nahi to gila deta koi

Dua nahi to gila deta koi,

Meri wafaon ka sila deta koi,


Jab mukadar hi nahi tha apna,

Deta bhi to bahla kya deta koi,


Hasil-e-ishq faqat dard hai,

Aye kash pehle hi baat deta koi,


Taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna,

Khaq me hi mila deta koi,


Bewafa bhi humein bewafa keh gaya,

Is se zyada kya daga deta koi,


Guman hi ho jata kisi apne ka,

Daman hi pakar kar hila deta koi,


Arse se atka hai hinchkiyoun pe dun,

Acha hota ke bhula deta koi.

This is a great dosti ka sila shayari. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close