Toote teri nigah setoote teri nigah se agar dil habaab kapaani bhi phir piein to maza hai sharaab kadozakh mujhe qabool, ai, munkir-o-nakeerlekin nahin dimagh sawaal-o-jawab katha kis ke dil ko kashmkash-e-ishq ka dimaghyaarab bura ho deeda-e-khana-kharaab kazahid sabhi hai neimat-e-haq jo hai aql-o-sharblekin ajab maza hai sharaab-o-kabaab kaghaafil ghazab se ho ke karam par na rakh nazarpur hai sharar-e-baraq se daaman sahaab kaqatra gira tha choo ke mere ashk-e-garam sedarya mein hai hanzooz phaphola habaab kasauda, nigah-e-deeda-e-tahqiq ke hazurjalwa har ek zarre mein hai aaftaab ka!