Dushman Se Kaho Dosti Na Kare

Dushman se kaho dosti na kare,
ab to dost hi bda dushman hai,
jo haath utha karte the dua ko,
un haatho me abto khanzar hai,
dushman se kaho dosti na kare,
wo zamana hai ab guzar gaya,
wafa me jan-e-jigger dene ka,
aaj dost bann jo daga de sake,
wahi hai dosti ka haq ada kare,
dushman se kaho dosti na kare,
gar wafa karo phir dil se karo,
dosti karo to jaan dekar karo,
“sagar” to wafa ko ibadat samjhe,
khuda ki terha sabse ulfat kare,
dushman se kaho dosti na kare…

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close