Kya khoob yeh safar chalta jo tu humsafar miltamanzil tou hum se chin he gayi ab tou raasta bhi nahi miltakaash hota mumkin muqqaddar badal paanapar afsos ki taqqdeer ka likha yun nahi mit paatapata tha tut jaana hai ek din fir bhi na jaane kyunhar raat har din naye khwab tha boontatujhe paane ki zid thi har lamha har palna kisi zulm o sitam na anjaam ka darr thakya karoon ki zor chalta nahi khud petujhe dekh k bhi ishq na karta tou kya karta