anjam-e-visal

By January 1, 2017
anjam-e-visal
tum aae nasib jag uttha
mayus nigah muskurai
lekin koi kah raha hai mujh se
anjam-e-visal hai judai


41204 viewsqitaEnglish