kya muft zahidon ne ilzam liya

kya muft zahidon ne ilzam liya
tasbih ke danon se abas kaam liya
ye nam wo tha jis ko be-ginti lete
kya lutf jo gin gin ke tera nam liya
This is a great ilzam lagana shayari. Please share if you liked this!!!