tanha hai charagh dur parwane hain By Shad Azimabadi Rubaai Shayari tanha hai charagh dur parwane hain apne the jo kal aaj wo begane hain be-rangi-e-duniya ka na puchho ahwal qisse hain kahaniyan hain afsane hain Please share if you liked this!!! Share on: