Meri fitrat ko kya samjheinge yeh khwab-e-gardaan waaleAdmin29 Dec 2017 01:27:12 AMIzhaarMeri fitrat ko kya samjheinge yeh khwab-e-gardaan waalesavere ke sitaare ki chamak hai raazdaan meri!gardaan: wanderer, revolvingraazdaan: one who knows the secret Continue Reading... Share on:
Dil se rukhsat hui koi khwahishAdmin29 Dec 2017 01:27:11 AMIzhaarDil se rukhsat hui koi khwahishgiryaa kuch be-sabab nahi aata! Continue Reading... Share on:
Wo be-dardi se sar kaatein amir aur main kahun un seAdmin29 Dec 2017 01:27:10 AMIzhaarWo be-dardi se sar kaatein amir aur main kahun un se huzoor aahista-ahista, janaab ahista-aahista! Continue Reading... Share on:
Khudi wo behar hai jis ka koi kinaara nahinAdmin29 Dec 2017 01:27:10 AMIzhaarKhudi wo behar hai jis ka koi kinaara nahintu aabju ise samajha agar to chaara nahin!khudi: sense of selfbahar: sea, a poetic meteraabju: rivulet Continue Reading... Share on:
Apne tevar bhi sambhaalo ki koi ye na kaheAdmin29 Dec 2017 01:27:09 AMIzhaarApne tevar bhi sambhaalo ki koi ye na kahedil badalte hain to chehre bhi badal jaate hain! Continue Reading... Share on:
Kadam insan ka rah-e-dahar mein thehra hi jaata haiAdmin29 Dec 2017 01:27:09 AMIzhaarKadam insan ka rah-e-dahar mein thehra hi jaata haichale kitna hi koi bach ke, thokar kha hi jaata hai!rah-e-dahar: in the paths of this world Continue Reading... Share on: