Laga Bachpan Mein Yun Aksar

Laga bachpan mein yun aksar,
Andhera hi mukaddar hai,
Magar maa hosla dekar yun boli,
Tumko kya darr hai,
Koi aage ikalne ke liye
Raasta nahi dega, mere
Bachon bado aage
Tumara sath ishwar dega.

Karti Hai Bahot Kuch

Karti hai bahot kuch,
Par kabhi kuch nahi
Kehti hai, woh aandhiyon ke bhi samne
Sarita si behti hai,
Tim kehte ho ki wo
Ab nahi hai mere saath mein yaar, maa
Dur hoti hai par humesha zinda rehati hai.

Khushboo Mere Naam

Khushboo mere naam
Ko phoolo main baat do,
Zeheno main baat do,
Mujhe jismo main baat do,
Main khwab hu, khayal hu,
Shabnam hu,
Rang hu,
Main khilkhilaunga mujhe
Lafzon mein baat do.

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close