Mere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari29 Jun 2021 11:17:57 PMFunnyMere dost tum bhi likha karo shayaritumhara bhi meri tarah naam ho jayegajab tum par bhi padenge ande aur tamatarto shaam ki sabji ka intajaam ho jayega! Continue Reading... Share on:
Arz Farmaiya Hai:29 Jun 2021 11:17:57 PMFunnyArz farmaiya hai:ishq mein zor nahi chalta, ghalibwah wah!ishq mein zor nahi chalta, ghalibkabz mein bhi nahi chalta! Continue Reading... Share on:
Tujhe Paane Ke Liye Kuchh Bhi Kar Sakta Hu29 Jun 2021 11:17:57 PMFunnyTujhe paane ke liye kuchh bhi kar sakta hutere pyaar mein jee toh kya, mar bhi sakta huphir bhi tu nahi mili to koi mujhe gham nahiyeh formula kissi dusri pe set kar sakta hu! Continue Reading... Share on:
Biwi Par Mere Aitbaar Ki Hadd Dekh Ghalib29 Jun 2021 11:17:57 PMFunnyBiwi par mere aitbaar ki hadd dekh ghalib...usne din ko raat kaha aur maine peg bana liya! Continue Reading... Share on:
Meri Hassi Ka Hisaab Kaun Karega29 Jun 2021 11:17:57 PMFunnyMeri hassi ka hisaab kaun karega?meri galti ko maaf kaun karega?ae-khuda, mere dost ko salamat rakhnawarna meri shaadi pe "lungi dance" kaun karega! Continue Reading... Share on:
Neend Aati Hai To Khwaab Aata Hai19 Jun 2021 05:07:05 PMFunnyNeend aati hai to khwaab aata haikhwaab mein ek ladki aati hailadki ke piche uska baap aata haiphir na neend aati hai na khwaab aata hai! Continue Reading... Share on: