aisa na ho gunah ki daldal mein ja phansunShayari By 23 Sep 2023 06:25:22 AMSheraisa na ho gunah ki daldal mein ja phansun ai meri aarzu mujhe le chal sambhaal ke Continue Reading... Share on:
aaina ye to batata hai main kya hun lekinShayari By 23 Sep 2023 06:22:44 AMSheraaina ye to batata hai main kya hun lekin aaina is pe hai khamosh ki kya hai mujh mein Continue Reading... Share on:
ye zindagi jise DhunDa tha aasmanon meinShayari By 23 Sep 2023 05:48:30 AMSherye zindagi jise dhunda tha aasmanon mein hawa ke hath pe likkhi hui ibarat thi Continue Reading... Share on:
wo jis ka shauq hai khilte gulab mal denaShayari By 23 Sep 2023 05:45:27 AMSherwo jis ka shauq hai khilte gulab mal dena gale milo to use bhi udas kar jaana Continue Reading... Share on:
wo jab bhi aaya bahut tez barishon jaisaShayari By 23 Sep 2023 05:42:51 AMSherwo jab bhi aaya bahut tez barishon jaisa wo jis ne chaha mujhe surmai ghata rakhna Continue Reading... Share on:
usko fursat bhi nahin mujhko tamanna bhi nahinShayari By 23 Sep 2023 05:40:10 AMSherus ko fursat bhi nahin mujh ko tamanna bhi nahin phir khalish kya hai ki rah rah ke wafa dhundhti hai Continue Reading... Share on: