tera firaq to rizq-e-halal hai mujhkoShayari By 26 Feb 2024 10:05:29 PMShertera firaq to rizq-e-halal hai mujh ko ye phal parae shajar se utara thodi hai Continue Reading... Share on:
surat-e-dil baDe shahron mein rah-e-yak-tarfaShayari By 26 Feb 2024 10:02:26 PMShersurat-e-dil bade shahron mein rah-e-yak-tarfa jaane walon ko bahut yaad kiya karti hai Continue Reading... Share on:
nae sire se jal uTThi hai phir purani aagShayari By 26 Feb 2024 09:59:05 PMShernae sire se jal utthi hai phir purani aag ajib lutf tujhe bhulne mein aaya hai Continue Reading... Share on:
na ranj-e-hijrat tha aur na shauq-e-safar tha dil meinShayari By 26 Feb 2024 09:55:21 PMSherna ranj-e-hijrat tha aur na shauq-e-safar tha dil mein sab apne apne gunah ka bojh dho rahe the Continue Reading... Share on:
mere hone se na hona hai meraShayari By 26 Feb 2024 09:51:50 PMShermere hone se na hona hai mera aag jalne se dhuan aabaad hai Continue Reading... Share on:
mera kamal ki main is faza mein zinda hunShayari By 26 Feb 2024 09:48:12 PMShermera kamal ki main is faza mein zinda hun du'a na milte hue aur hawa na hote hue Continue Reading... Share on: