tariki mein hota hai use wasl mayassarShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShertariki mein hota hai use wasl mayassar parwana kahan jae shabistan se nikal kar Continue Reading... Share on:
ye apne dil ki lagi ko bujhane aate hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherye apne dil ki lagi ko bujhane aate hain parai aag mein jalte nahin hain parwane they come to extinguish the fire in their heart in senseless immolation the moths do not take part [...] Continue Reading... Share on:
parwane aa hi jaenge khinch kar ba-jabr-e-ishqShayari By 12 Nov 2020 07:15:43 PMSherparwane aa hi jaenge khinch kar ba-jabr-e-ishq mahfil mein sirf shama jalane ki der hai Continue Reading... Share on:
yun to jal bujhne mein donon hain barabar lekinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheryun to jal bujhne mein donon hain barabar lekin wo kahan shama mein jo aag hai parwane mein Continue Reading... Share on:
shama par KHun ka ilzam ho sabit kyun-karShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShershama par khun ka ilzam ho sabit kyun-kar phunk di lash bhi kambakht ne parwane ki Continue Reading... Share on:
misl-e-parwana fida har ek ka dil ho gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermisl-e-parwana fida har ek ka dil ho gaya yar jis mahfil mein baitha sham-e-mahfil ho gaya Continue Reading... Share on: