jang ka shor bhi kuchh der to tham sakta haiShayari By 20 Nov 2020 05:25:46 PMSherjang ka shor bhi kuchh der to tham sakta hai phir se ek amn ki afwah uda di jae Continue Reading... Share on:
hum amn chahte hain magar zulm ke KHilafShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhum amn chahte hain magar zulm ke khilaf gar jang lazmi hai to phir jang hi sahi Continue Reading... Share on:
nai subhShayari By 17 Nov 2020 05:15:42 PMNazmye chaman-zar ye khush-rang bahaaron ka jahan zindagi kitni dil-awez-o-dil-ara hai yahan champai dhup mein har zarra hai suraj ki kiran chandni raat mein har phul hai raushan raushan [...] Continue Reading... Share on:
amn ki kar KHairaat ata mere maulaShayari By 15 Nov 2020 04:42:48 PMGhazalamn ki kar khairaat ata mere maula jang-o-jadal ko dur hata mere maula ab ke baras to shakhon pe phal-phul khilen dharti ko gulzar bana mere maula [...] Continue Reading... Share on:
amn ka qatl ho gaya jab seShayari By 14 Nov 2020 11:50:03 PMSheramn ka qatl ho gaya jab se shahr ab bad-hawas rahta hai Continue Reading... Share on:
amn aur tere ahd mein zalimShayari By 14 Nov 2020 08:34:52 PMSheramn aur tere ahd mein zalim kis tarah khak-e-rahguzar baithe Continue Reading... Share on: