marifat ke liye aagahi ke liyeShayari By 20 Apr 2024 05:22:29 AMGhazalma'rifat ke liye aagahi ke liye nur-e-haq chahiye raushni ke liye ji rahe hain kisi ki khushi ke liye warna kya hai yahan zindagi ke liye [...] Continue Reading... Share on:
charagh samne wale makan mein bhi na thaShayari By 26 Feb 2024 08:51:52 PMShercharagh samne wale makan mein bhi na tha ye saneha mere wahm-o-guman mein bhi na tha Continue Reading... Share on:
ek zamane tak badan be-KHwab be-adab theShayari By 03 Oct 2023 05:11:50 AMSherek zamane tak badan be-khwab be-adab the phir achanak apni uryani ka andaza hua Continue Reading... Share on:
ujala ilm ka phaila to hai chaaron taraf yaroShayari By 01 Oct 2023 05:38:58 AMSherujala 'ilm ka phaila to hai chaaron taraf yaro basirat aadmi ki kuchh magar kam hoti jati hai Continue Reading... Share on:
uruj-e-mah ko insan samajh gaya lekinShayari By 11 May 2021 02:00:44 AMSheruruj-e-mah ko insan samajh gaya lekin hanuz azmat-e-insan se aagahi kam hai Continue Reading... Share on:
junun ke kaif-o-kam se aagahi tujhko nahin nasehShayari By 14 Mar 2021 01:15:03 AMSherjunun ke kaif-o-kam se aagahi tujh ko nahin naseh guzarti hai jo diwanon pe diwane samajhte hain Continue Reading... Share on: