kisi ke chhuT jaane ka use kyon gham nahin hotaShayari By 06 Oct 2022 07:32:36 AMGhazalkisi ke chhut jaane ka use kyon gham nahin hota tera dil hai ki patthar hai kabhi jo nam nahin hota parinde gungunate hain tumhaare shahr mein lekin hamare shahr ka aisa kabhi mausam nahin hota [...] Continue Reading... Share on:
zalzala aaya to diwaron mein dab jaungaShayari By 01 Mar 2021 01:24:49 PMSherzalzala aaya to diwaron mein dab jaunga log bhi kahte hain ye ghar bhi daraata hai mujhe Continue Reading... Share on:
wahan hamara koi muntazir nahin phir bhiShayari By 29 Dec 2020 06:45:44 PMSherwahan hamara koi muntazir nahin phir bhi hamein na rok ki ghar jaana chahte hain hum Continue Reading... Share on:
andar andar khokhle ho jate hain gharShayari By 22 Feb 2021 01:15:03 AMSherandar andar khokhle ho jate hain ghar jab diwaron mein pani bhar jata hai Continue Reading... Share on:
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsimShayari By 23 Nov 2020 04:04:17 PMShermujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsim nigah ghar ki taraf hai qadam safar ki taraf Continue Reading... Share on:
ghar ki tamir tasawwur hi mein ho sakti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherghar ki tamir tasawwur hi mein ho sakti hai apne naqshe ke mutabiq ye zamin kuchh kam hai Continue Reading... Share on: