sitar-e-KHwab se bhi baDh kar ye kaun be-mehr hai ki jis neShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersitar-e-khwab se bhi badh kar ye kaun be-mehr hai ki jis ne charagh aur aaine ko apne wajud ka raaz-dan kiya hai Continue Reading... Share on:
kabhi mohabbat se baz rahne ka dhyan aae to sochta hunShayari By 23 Nov 2020 07:03:58 PMSherkabhi mohabbat se baz rahne ka dhyan aae to sochta hun ye zahr itne dinon se mere wajud mein kaise pal raha hai Continue Reading... Share on:
agar hai insan ka muqaddar KHud apni miTTi ka rizq honaShayari By 01 Nov 2020 07:03:58 PMSheragar hai insan ka muqaddar khud apni mitti ka rizq hona to phir zamin par ye aasman ka wajud kis qahr ke liye hai Continue Reading... Share on:
mere wajud ko parchhaiyon ne toD diyaShayari By 17 Nov 2020 02:39:19 PMShermere wajud ko parchhaiyon ne tod diya main ek hisar tha tanhaiyon ne tod diya Continue Reading... Share on:
ada hua na qarz aur wajud KHatm ho gayaShayari By 30 Oct 2020 12:53:39 PMSherada hua na qarz aur wajud khatm ho gaya main zindagi ka dete dete sud khatm ho gaya Continue Reading... Share on:
hum ek fikr ke paikar hain ek KHayal ke phulShayari By 30 Oct 2020 11:17:49 AMSherhum ek fikr ke paikar hain ek khayal ke phul tera wajud nahin hai to mera saya nahin Continue Reading... Share on: