Read this msg as slowly as u can

Read this msg as slowly as u can..
“waqt nahi”

har khushi hai logon ke daman mein,
par ek hansi ke liye waqt nahi.

din raat daudti duniya mein,
zindagi kel liye hi waqt nahi.

maa ki loree ka ehsaas to hai,
par maa ko maa kehne ka waqt nahi.

saare rishton ko to hum maar chuke,
ab unhe dafna ne ka bhi waqt nahi.

gairo ki kya baat karen,
jab apno ke liye hi waqt nahi.

aankho me hai neend badee,
par sone ke liye waqt nahi.

dil hai ghawon se bhara hua,
par rone ke liye waqt nahi.

paise ki daud me aise daude,
ki thakne ka bhi waqt nahi.

paraye ehsason ki kya kadra karein,
jab apne sapno ke liye hi waqt nahi.

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close