"Tha mai neend mai or itna sajaya jaa raha tha

"tha mai neend mai or itna sajaya jaa raha
tha.
bade pyar se mujhe nehlaya jaa raha tha.
na jane tha wo konsa ajab khel mere ghar
me.
bachho ki tarah mujhe kandhe per uthaya
jaa raha tha.
the paas mere mera har apna us waqt.
phir bhi me har kisi ke mann se bhulayi jaa
rahi tha.
jo kabhi dekhte bhi na the mohabbat ki
nigah se.
unke "dil" se bhi pyaar mujh per lutaya jaa
raha tha.
maloom nahi hairaan tha her koi mujhe sote
hue dekh ker.
zor zor se rokar mujhe hasaya jaa raha tha..
kaanp uthi meri rooh mera wo makaan dekh
ker.
pata chala mujhe jab dafnaya jaa raha tha.
ro padhi me bhi mera wo manzar dekh kar.
jahaa mujhe hamesha ke liye sulaya jaa raha
tha.
mohabbat ki inteha thi jin dilo me mere liye.
usi ghar se aaj me ek pal me bhulaya jaa
rahi tha..

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close