aadat ban jati hai jab aawaragardi rahne deti hai ghar kab aawaragardi pahle apne shahr ke sare raste samjho shauq se khul ke karna tab aawaragardi kitni subhen ujlat mein mar jati hain karte hain jab main aur shab aawaragardi dar dar ghum raha hun main ek muddat se khatm kisi surat ho rab aawaragardi ek main hi hun 'yasir' jo badnam hua waise to karte hain sab aawaragardi