aao dekho yahin hai darwaza the jahan hum wahin hain darwaza lautta hun na ghar ko jab tak main band hota nahin hai darwaza aaj-kal kyon hamein tere ghar ka yaad aata nahin hai darwaza dekh pate hain kab koi surat aaina to nahin hai darwaza zindagi ke qarib jaane ka sun raha hun kahin hai darwaza