baat sach ki dhari ki dhari rah gai aur akhbar mein mein sansani rah gai main udasi se ja kar gale mil gaya hath milti bilakti khushi rah gai hum ko sab kuchh diya zindagi ne magar par jo teri kami thi kami rah gai ab ke to ram aa kar chale bhi gae ahliya to khadi ki khadi rah gai main udasi ke kamre mein sota raha aur udhar raushni jagti rah gai mujh se aaya bhi milne wo aaya ki jab jism mein sans jab aakhiri rah gai