bagh mein phul khile mausam-e-sauda aaya garm bazar hua waqt-e-tamasha aaya sarban naqa-e-laila ko na dauda itna panw majnun ke thake hath tere kya aaya ek nale ne mere kaam kiye bagh mein wo gul ko tap aai to shabnam ko pasina aaya ro ke main ne jo kaha aap ki hai chah mujhe hans ke bole ki bada chahne wala aaya jhad di gard jo daman ki kabhi hum ne 'asir' hans ke farmaya ki tum ko bhi saliqa aaya