bana hua hai hamara kasi bahane se By Ghazal << har ek hath mein patthar ... hamare pas kai aur zawiye... >> bana hua hai hamara kasi bahane se bichhad na jae kahen dost aazmane se gale laga ke mujhe puchh masala kya hai main dar raha hun tujhe haal-e-dil sunane se koi hunar koi qismat nahin chali bhai! bane hain kaam mere han mein han milane se Share on: