be-maza thi jo bad-maza kar di zindagi aap ne saza kar di ek parda tha dosti kya thi baaton baaton mein narawa kar di tu ne wada kiya tha jis din ka dil ne us sham intiha kar di tere hisse ka intizar kiya phir namaz-e-wafa ada kar di dekh kar bhi mujhe nahin dekha gawayya rishte ki ibtida kar di taire wade teri amanat hain par wo taswir jo chhupa kar di aaj bhi shauq hai jalane ka tu ne tahrir bhi jala kar di
This is a great wada shayari fb. Please share if you liked this!!!