dil jalana hamein bhi aata hai By Ghazal << tere ehsas ko KHushbu ban... dard-mandon se chaman mat... >> dil jalana hamein bhi aata hai muskurana hamein bhi aata hai dekhiye aap baz aa jaen shab aana hamein bhi aata hai chhod jaane mein aap mahir hain bhul jaana hamein bhi aata hai tegh-bazi ke aap aadi hain sar katana hamein bhi aata hai Share on: