dil ko aazar laga deti hai abtari par laga deti hai chand to ek hi hota hai qalaq be-kali chaar laga deti hai hum wo taswir khamoshi hain jise khud pe diwar laga deti hai hasrats-e-hauq ki chyunti dil mein gham ka ambar laga deti hai zindagi tere tamanchon se hazar roz do chaar laga deti hai