duniya thak gai puchhte rahe sada hum maun samjhega tere siwa man ki bhasha kaun baaten hongi pyar ki mila aaj ekant nain utaren aarti man ka sanshay shant chid jae jab puchhti kaise ho ghanshyam us ne bhi to rakh liya mera mera nam tu meri ardhangini li main ne saugandh aansu tapke pyar ke kar li aankhen band jogi aaya dwar par khali lauta kal rogi mati chat kar uth baitha tatkal