gar hun mansur to suli pe chaDha de mujhko

gar hun mansur to suli pe chadha de mujh ko
aur hun suqraat to la zahr pila de mujh ko

wasl ka gul na sahi hijr ka kanta hi sahi
kuchh na kuchh to meri wahshat ka sila de mujh ko

kab talak aur jalun aag mein tanhai ki
zindagi ab yahi behtar hai bujha de mujh ko

thartharaati hui palkon pe sajaane wale
ashk-e-be-kar ki manind gira de mujh ko


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close