hai kahe dete hain zahmat-khurda hai dil to hazir hai magar pazhmurda hai tu hi aata hai na aati hai qaza dekhte hain jis ko wo aazurda hai jis tarah ji chahe rakhen mera dil jaante hain wo ki mal murda hai manzil-e-ulfat mein rakkhen to qadam rustam-o-suhrab ka kya gurda hai kaun sunta hai tumhaari ai 'nasim' kis ko pas-e-khatir-e-afsurda hai