Har Ek Harf-e-Aarzoo Ko

Har Ek Harf-e-Aarzoo Ko



Har Ek Harf-e-Aarzoo Ko Dastan Kiye Hue

Zamana Ho Geya Hai Un Ko Mehaman Kiye Hue



Suroor-e-Aish Talkhi-e-Hayat Ne Bhula Diya

Dil-e-Hazin Hai Bekasi Ko Hijr-e-Jaan Kiye Hue



Kali Kali Ko Gulistan Kiye Hue Wo Aayenge

Wo Aayenge Kali Kali Ko Gulistan Kiye Hue



Sukoon-e-Dil Kee Raahton Ko Un Se Maang Loon

Sukoon-e-Dil Kee Raahton Ko Bekaran Kiye Hue



Wo Aayenge To Aayenge Junoon-e-Shauq Ubharne

Wo Jayenge To Jayenge Tabahiyan Kiye Hue



Main Un Kee Bhi Nigah Se Chhupa Ke Un Ko Dekh Loon

Ki Un Se Bhi Hai Aaj Rashk Badguman Kiye Hue!
This is a great aarzoo shayari facebook page. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close