in kali sadkon pa aksar dhyan aaya mere man ka mail kahan tak phail gaya dekh raha tha jate jate hasrat se soch raha hoga main us ko rokunga us ne chalte chalte lafzon ka zahrab mere jazbon ki pyali mein dal diya us ghar ki diwaren mujh se ruth gain jis ke andar ka har saya mera tha pan ke thele hotel logon ka jamghat apne tanha hone ka ehsas bhi kya