KHak ho jaenge kirdar ye jaane mane

khak ho jaenge kirdar ye jaane mane
aur mitti se milenge sabhi tane-bane

zindagi ki to kabhi bhar na saki almari
pur kiye main ne tamannaon ke sare khane

hum ye kin tund hawaon ki zadon mein aae
hum parinde to faqat aae the chugne dane

mujh ko dariyaon ne sahraon mein thame rakkha
main ne dariyaon mein dale the kisi pal aane

canwas chaaron taraf phaila hua hai 'zishan'
par nahin zehn jo taswir ko pura jaane


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close