kya hi rah rah ke tabiat meri ghabraati hai maut aati hai shab-e-hijr na nind aati hai wo bhi chup baithe hain aghyar bhi chup main bhi khamosh aisi sohbat se tabiat meri ghabraati hai kyun na ho apni lagawat ki nazar par nazan jaante ho ki dilon ko ye laga lati hai bazm-e-ishrat kahin hoti hai to ro deta hun koi guzri hui sohbat mujhe yaad aati hai