liye main qadam jo us ke to kiya itab ulta kahi baat main ne sidhi to diya jawab ulta wo jo ghair hain so un se tumhein be-takallufi hai hamein dekh kar ke ab tum karo ho hijab ulta ye wo daur hai azizo hai najib gardi is mein chali baad ab wo jis se waraq-e-kitab ulta wahin mehr zarra ho kar laga aankh ko jhapakne lab-e-baam un ne rukh se jo sahar naqab ulta main talash mein kal us ke phira dar-ba-dar wo 'mahir' na mila to ghar ko apne main phira kharab ulta