mere nalon ko tum kahte ho ye kamzor nale hain

mere nalon ko tum kahte ho ye kamzor nale hain
inhin nalon se chutad aasman ke phad dale hain

adu ki man hai gori aur walid is ke kale hain
isi bais unhon ne ablaqi bachche nikale hain

gale mein paejama sar pe jute panw mein topi
tumhaare wahshiyon ke that duniya se nirale hain

khuda rakkhe salamat sale tere tir-e-mizhgan ko
jo ghat jaen to chhuriyan hain jo badh jaen to bhaale hain

mere dasne ko tu ne do jagah par nag pale hain
tere niche bhi kale hain tere upar bhi kale hain

mawad itna hua paida mere zakhmon mein risne se
jo ghat jaen to shoala hain jo badh jaen to chhaale hain


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close