muskan ka tak jab koi imkan nahin tha

By
muskan ka tak jab koi imkan nahin tha
tab hansna wo bhi zor se aasan nahin tha

kuchh mutmain aankhon mein bhi chahat ki kami thi
kuchh khwab mein hi chah ka saman nahin tha

bichhde to khula mujh pe ki bas kahne ko tha sab
main asl mein yaro kisi ki jaan nahin tha

ruk ja kahun main aur tu ruk jae ye kab se
tu kaun hai pahle to ye insan nahin tha

main man lun wo fikr udata tha dhuen mein
aur itne dhuen se wo pareshan nahin tha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close