na ho shuur-e-adab hi to guftugu kya hai By Ghazal << dil kisi se kahin laga ra... kya koi zamane mein sitam... >> na ho shuur-e-adab hi to guftugu kya hai kisi hasin ki na ho gar to justuju kya hai na muskurao agar tum to rang-o-bu kya hai nazar-nawaz bahaaron ki aabru kya hai jo tishnagi na bujha pae wo subu kya hai jo aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai Share on: