nigah karne mein lagta hai kya zamana koi

nigah karne mein lagta hai kya zamana koi
payambari na sahi dukh payambarana koi

ik-adh bar to jaan warni hi padti hai
mohabbaten hon to banta nahin bahana koi

main tere daur mein zinda hun tu ye jaanta hai
hadaf to main tha magar ban gaya nishana koi

ab is qadar bhi yahan zulm ko panah na do
ye ghar gira hi na de dast-e-ghaebana koi

ujalta hun main nalain-e-pa-e-lakht-e-jigar
ki madrase ko chala ilm ka khazana koi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close