pyari pyari sun pyar kiye sau laban the lab aap ayar kiye naqsh adhrup dasan sun kar chhandun chum chum gal upar nigar kiye nak sun taswir karne joban par kanchki phad phad tar kiye lekh kuch hat ke iram mein pai le kahe kuch dekhat anar kiye khush ho panwakh nur-e-bustan sun sar the pak lag use singar kiye kanth-malan padak humailyan lya kiye yu chhand sur ke sitar kiye sau nabi sadqe 'qutub' dhan gal ba raat din is gale ka haar kiye