raushni sans hi le le to Thahar jata hun

raushni sans hi le le to thahar jata hun
ek jugnu bhi chamak jae to dar jata hun

meri aadat mujhe pagal nahin hone deti
log to ab bhi samajhte hain ki ghar jata hun

main ne is shahr mein wo thokaren khai hain ki ab
aankh bhi mund ke guzrun to guzar jata hun

is liye bhi mera eazaz pe haq banta hai
sar jhukae hue jata hun jidhar jata hun

is qadar aap ke badle hue tewar hain ki main
apni hi chiz uthate hue dar jata hun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close